hello friends
Dosto Aaj ki post mein aap ko bataunga mobile ki setting ke baare mein Jiska Naam screen pinning yeah setting Hamare handset Mein available hoti hai lekin Hume bahut se logo ko pata nahi hai. Yeah sitting Hamare phone mein kaam kya karti hai aur kis ke fayde kya hai kis post mein main aap ko subah bataunga
Pahle ye bhi....
◆Android मोबाइल में Long Screenshot कैसे ले
◆फ़ोटो पर password कैसे लगाए ?
Maan Lijiye ki aapke Dost Ne aapse phone nahi liya aur aapke friend ne bola ki yaar ek minute phone De mai kisi ko call karna chahta Hoon Tu tu apne apne friend ko phone de Diya ab Hoga Kya Kiya aapne Agar screen pinning option on Kiya hua hai to aap apne phone ki minimise button ko daba ayenge to Aap Ke Samne Jo Hamare background ki online saree application open ho jayenge uske baad aapke Samne Neeche Ek option Diya hoga ya icon diya hoga
Aapko ye starting karni kaise hogi sabse pahle hame setting me jana hai uske bad me Additional Starting me jana hai uske bad me Safety & privacy me jana hai uske bad me aapko niche Screen pinning ka ek option milega use on karke aap waha se bahar aa jaiye
Ab aap ko karna kya hai ki aap apne friend ko phone Doge usse Pehle background main aap jitne bhi application on hai ya aapka dost bole ke Mujhe Koi Kisi Ko call lagana hai to aap usko Apna dialler open karke background Mein jaake aapko us Ek I can pick click kar dena hai jo subscribe ka I con hai.us par jese hi click karoge Toh Uske Samne wahi Ek option Khula rahega.
Aapka friend us se bahar nikalne ke liye kitne bhi koshish kar le lekin Bahar nahi nikal Sakta ab uske paas cable Call karne ke liye aur koi Rasta nahi bataya nahi wo aapke phone mein video dekh sakta hai nahi aap ke phone se bahar nikal sakta hai woh kitne koshish kar le lekin kuch nahi kar sakta aapke phone ke
Ye bhi pahle....
◆बिना नंबर Save किये Whatsapp पर मैसेज कैसे भेजे ? Without App
◆हमारे फ़ोन की memory में Android folder क्यों होता है
◆पानी क्षतिग्रस्त फोन को कैसे ठीक करें !
Ab aapko wo screen pinning wala option hatana kaise hai toh aapko minimise button Hai Jise hum bol sakte hain ki shortcut key to usko daba kar hold karna hoga ya phir Use Daba Ke Rakhna hoga to aap ka phone hai Lock Ho Jayega ya phir password dalne ke liye aapse kahega To aap us se jbahar aa sakte hain.
To umid hai ki aapko Ye post achha Laga Hoga achha Lage Toh Apne friends ke saath share kijiye aur aapne abhi tak Meri website ko follow nahi kiya to follow bhi Kar Lijiye link Neeche di gai hai.
No comments