IRCTC क्या है FULL FORM - IRCTC ka Account kaise Banaye - Techhindiguide

Share:


Hello Friends


Dosto kaphi log hai jo indian Railway ki Ticket Online booking karna chahte hai. lekin wo kar nhi pate hai.aaj me aapko isi ke bare me btaunga ki aap Railway ki Ticket Online booking kaise kar sakte hai.


Jyada Trh log PayTm se Booking karna chahte hai lekin unke samne IRCTC User ID ka optino aa jata hai.jiske karan ham kuch bhi nhi kar sakte hai.

Lekin ab aapko Yaha problem nhi hogi kyuki aapki ye problem ka solution hone wala hai.


What is IRCTC ?

IRCTC क्या है ( Full Form )

IRCTC : Indian Railway Catering and Tourism Corporation

Hindi में : भारतीय रेलवे खानपान एवं पर्यटन निगम

IRCTC se aap Online ticket Book kar sakte hai.

Indian Railway Network 4th : भारतीय रेलवे Network दुनिया का 4 था सबसे बड़ा रेलवे Network है

पहला USA, China, Russia, India, दुनिया के सबसे बड़े railway Network है,

IRCTC ka Account kaise Banaye ?

IRCTC Registration

Sabse pahle hame IRCTC ki official website par jana hai. Ya phir Uski app me jana hai,
IRCTC.CO.IN isme jane ke bad me aapko Sign up karna hai, Usme aapki Detail dalkar Registration karna hoga.
Aapko User ID me Bade axar me dalna hoga 

Example ke liye user ID : EXAMPLE123

Phir aapko Form Submit karna hoga uske bad me aapko verify karna hoga yad Rahe ki Aapko wahi User ID lagake or password lagake Verify karna hoga.uske bad me aap kisi bhi indian Railway ki Ticket Online booking kar sakte hai.

Application se kaise Registration kaise kare ?

Application  yaha par click karke  App ko Download kar sakte hai. Download hone ke bad aapko Open karna hai uske bad aapko Ticket Book par click karna hai.aapko usme Registration karna hai.

To umid hogi ki aapko ye Trick achhi lagi hogi Achhi lage to Like kar dena or Webside ko Follow jarur kar dena


No comments